Jo laut ayen kuch kehna nahin ~ Bas dekhna unhey ghaur se
Inhey manzilon pe khabar hui ~ ke yeh rasta koi aur thaa
Baray shouq say sun raha tha zamana
Hum hi sogaye dastan kehtay kehtay
Tu idher udhar ki na baat ker
Yeh bata key kaflaa kiyun lutta
Mujhe rahzanoon se gilla nahin
Teri Rahbari ka swaal hai
Woh ravi k kenarey ik toota sa makan hai
Din ko b jahan shab ki siyahi saa saman hai
Kehtey hain k aramm gaa -e- noor jahan hai
Tuk hirs-o-hawa ko chhor main, mat des bades phire mara,
Qazzaq ajal ka loote hai, din raat baja kar naqqara;
Kya bidhiya, bhainsa, bel, shutar, kya goien, palla, sarbhara,
Kya gehun, chawal, moth, matar, kya aag, dhuan, kya angara,
Sab thath para rah jawega jab laad chalega banjara.
Gar tu hai lakhhi banjara, aur khep bhi teri bhari hai,
Ai ghafil; tujh se bhi charhta ik aur bara beopari hai,
Kya shakkar, misri, qand, giri, kya sambhar, meetha, khari hai,
Kya daakh, munaqqa, saunth, mirch, kya kesar, laung, supari hai,
Sab thath para rah jawega jab laad chalega banjara.
Tu bidhiya laade, bel bhare, jo purab pachhim jawega,
Ya sood barha kar lawega, ya tota, ghata, pawega,
Qazzaq ajal ka raste mein jab bhala mar girawega,
Dhan, daulat, naati, pota kya, ik kunba kaam na aawega,
Sab thath para rah jawega jab laad chalega banjara.
HUm khood taraashtey hain manazil kay sang e meel
hum wo nahi hain jin ko zamana bana gaaea

Many thanks dear brother for these poems. May Allah bless you
ReplyDeleteyea i always wanted a collection of these since started listening to Maulana Tariq Jamil. Now i have it.............Thanks...............\\\\\\\\\greetings from Pune
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteJazak Allah Brother from inner soul.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAah na kar labou ko see ishq hai ye dillagi nahi seene pe teer khaye ja aagey qadam badhaye ja
ReplyDelete👍
DeleteAllah ap bhai ko is ka ajar.e.azeem de ameen :)
ReplyDeleteIdhar Aa Sitam Gar
ReplyDeleteAa Hunar Aazmayen
Tu Teer Aazma
Hum Jigar Aazmayen
tujhe kiyoN fikr hai aye gul dil-e-sad chak bulbul ki
ReplyDeleteto apney pairhan k chaak to pehlay rafoo kar lay
superb beautifull MashaALLAH <3
ReplyDeletekabi arsh par kabhi farsh par kbi un g gar kabi darbadar Gham e aahiqui tera shukriya may kahan kahan say guzar gaya
ReplyDeleteNasha pila kar girana toh sabko ata hai..
ReplyDeleteMaza toh tab hai...jab girte ko tham le sabhi..
Wo nabiyon me Rahamath laqab paane waala..
ReplyDeleteGareebon ka waali our yateemon ka moula ..
Bichhda kuch is kadar k rut hi badal gai 1 shaksh sare shar ko viaraan kar gaya
ReplyDeleteAah na kar labo ko si ishq he dil lagi nahi seene per teer khaye ja age qadam baday ja
Dil ke fafole jal uthe seene ka daag se apne ghar ko aag lag gai ghar k chiraag se
i always wanted a collection of these since started listening to Maulana Tariq Jamil. Now i have it.............Thanks..
ReplyDeleteJazakALLAH.
PLZ share more molana's collection if you hav. JazakALLAH
Absolutely beautiful and appreciable.
ReplyDeleteKi wafa tune toh hum tere hai💙
ReplyDelete