Aik din Hazrat Moosaa (as) ne Allah Taalaa se poochaa k Ya Allah jab aap kisee qaum se raazi hotay hain to is ki kia nishaanee hai. Allah taalaa ne farmaayaa k Ae Moosaa jab tu dekhay k Haqoomat Aqalmand aur deendaar logon k hath main hai, Maal sakhio k paas hai aur baarishain waqt pr ho raheen hain to samajh le k main raazi hn.
Phr Hazrat Moosa a.s ne poochaa k Ya Allah jab Aap kisee qaum se naraaz hotain hain yo us ki kia nishaani hai. To Allah pak ne farmaaya k jab haqoomat bewaqoofo k hath main ho, maal bakheelo (kanjoos logon) k paas ho aur baarishain be waqt hon to samajh lenaa k main sakht naraaz hn.
Aisay waqt main hukmaraano ko buraa bhalaa kehnay ki bajaae taubaa k zareeay mjhy raazi karnaa.
Kyunkay jab main raazi hotaa hn to meree rehmatain aur barkatain 7 naslon tak barastee hain. AUr jab main naraaz hotaa hn to meree naraazgii 7 naslon tak utartee hai...
Meray bhaio aur behno....Is waqt baarishon ka honaa yeh bataa rahaa hai k Allah pak sakht naraaz hain. Gandum (Wheat crop) ki fasal katnay k liay tayaar hai k baarishain shrroo ho gaae hain.
Haqoomat nikamay tareen logon k hath main hai.
Maal bakheelon k hath main hai. jo usay gin gin kr rakhtay hain.
haalaat di ba din kharab ho rahain hain.
Aisay main waapsi ka waahid raastaa yehee hai k hm taubaa k zareeay Allah pak ki bargah main maafi maangain.
Jo bhee is note ko parhe kam az kam aik dafaa zubaan se zaroor kahe k Ya Allah meree taubaa.

No comments:
Post a Comment